sir mere pass rb450g hai
usmain main backup restore kar raha tha laikin wo hang ho gaya baad main mene usko 10 minut ke baad restart kya ab wo na to beep de raha hai naheen ip ly raha hai our naheen winbox open ho raha hai ab main kya karooon please help me